| « November 2009 » | ||||||
|---|---|---|---|---|---|---|
| S | M | T | W | T | F | S |
| 1 | 2 | 3 | 4 | 5 | 6 | 7 |
| 8 | 9 | 10 | 11 | 12 | 13 | 14 |
| 15 | 16 | 17 | 18 | 19 | 20 | 21 |
| 22 | 23 | 24 | 25 | 26 | 27 | 28 |
| 29 | 30 | |||||
Recently by kabeera
Mairay baywakoof tahir!
Hua phir say BAN saadir!
Kay ho phir say Chowk-badar tum!
Karo sab say iltijayayin!
Likho i-log pay i-log!
Karo bay wajah kay PM!
Kay madad ko koi ayain!
Yeh tumharay chund hi log!
Thaamo dast-ay MARIPOSA!
Kabhi GOONGA day sahara!
JULY ka flirty boasa!
Kabhi MBA ka yaara!
Kabhi FOUZ apology day!
Tumhay DELIRIUM bachay!
Magar phir bhi mairay jaahil!
Tumhain likhna naa hi aayay!
Yeh jo taali peetnay ko
Hain rakhay yeh saat joker!
Inhain aankhain khoalnay do!
Inhain khud hi daikhnay do!
Yeh jo jhalla pun hay tum main!
Yeh kaji tumhaari duum main!
Sar-ay koo-ay yubbsite yaan
Tumhain raat din hay aana!
Kabhi is say maar khaana!
Kabhi us say maar khaana!
Tumhain yeh bhi tha ghaneemat
Jo koi shumaar hota!
Tumhain kiya bura tha pitna
Agar ek baar hota!
add to my favorite ilogs
flag objectionable content
Aadaab!
Agar ek baar hota!"
mukarrar
aur hum thay kahan
kabeeray kay shairi
kia sohana samaan
A bigot and a hypocrite like tahir needs to be exposed.
All of us, you, me , tahirtheGman, alfbay, kulharee, sattar, art reviwer,eleventyone...are serving him right.
TtheLman to apnay azli mehrbaan hain, aaj apki amad nay to mehfil ka lutf dobala kar dia. lijiay apki twazoe kay liay
Ay mard-ay khush khasaal o ghayyur o seem tan!
EXPOSE kar kay rakh day tu tahir ka sufla pan!
Tairay COMMENTS say CHOWK kay I-LOGS hain roshan!
Haathoan main tairay haath hay kabeeray ka, jaan-ay mun!
un ke waja se "roonaq" to lagi rehti hai
unhon nay chowk chor dia tou chowk par tumharay khayal mein bandar aur dugdugi ka bandobast hum karain gay? never!
shaam ko Tahir sahab jalwa afrooz ho gai chowk per aur thank you ka i log lekhen gai
Aur wahda karen gai ke woh public ke per zoor israr per chowk nayee chorein ge!
honay ko to bohat kuch ho sakta hai, daikhtay hain kia hota hai :)
aap ne socha hai ke ho sakta hai ke
yeh july=mariposa=MBA=Tahir ho!!!
tumhara jazba daikh kar aik heiko warid hoa hai. Lo suno
Aray chowkwaalon mujhay chhapo!
Mairay kitnay fans hay yahan?
Ek, do, teen, chaar...
oops, chaar nahi, teen! Aik to kabeera ko pyari ho gai hai na ;)
I suggested Tahir but she is afraid that baby may end up developing tahir's khaslat due to similar names!!!
tsk tsk tsk!
too bad tahir! yeh wali to sirf interact karnay par hi pitt gai! baki sambhalo ab! ;)
....mention naaat for the caaamplimaaantss
:)
Allah ke naam per Khuda ke wastey Tahir sahab ko front page de do
Khuda ke naam per
Khuda ke liey
Khuda ke liey
You sure are sweet as a candy!
Allah ke naam per Tahir ko Front page de do!!!!!
Allah ke naam per Tahir ko front page de do!!!
Go ap ki baat say apnay intakhaab e unwaan par fakhar sa honay laga hai :)
Dont worry, aap lagi rehiay, hum bhi lagay rahain gay :)
sun to rakha hi ho ga,
Badnaam jo hoon gay to kiya naam na ho ga?
Thank you Kabeera. This is the first time someone's mentioned me in a poem.
:)
Hilarious and brilliant!!!!
kabeera
- Interacts: 0
- iLogs: 10
- Gallery: 0
- Page views: 1811
- Last visitor: guest
- Member since: Sep 17 2009
- Last signin: Dec 31 1969
- Send a message
- Add as friend
- Add to ignore list
- Add to block list


